Ansi | UTF-8 | Devanagari |
śrī mahārāṃjādhirāṃja salāmatī
āgai to bhaṃḍārī vā sārā rāṭhoṛa yo kahai thāṃ jo mhe apaṇai bala sau gujarāta ko subo ajīta syaṃghajī nai vā ujeṇī ko subo mahārāṃjājī nai lesyāṃ | so saba rāṭhoṛa vā bhaṃḍārī yekaṭhā hoya baṃdā ko bulāya kahi jo the bhī joma kī bāta karoṃ taba baṃdai javāba dīyāṃ jo merā ara tumhāṃrāṃ kahaiṇā yeka hī hai ara mai to tumhāre sāthī jātā hī huṃ tum kaho hī hosī mai hī kahyāṃ pherī joma kī bāta to kucha ā-(-) nīsaryā nahī | ara manasubā bhī kucha pesī gayā nahī sāhījādaijī bhī ina koṃ manai kīyāṃ ara yaha phuramāi jo hama nīsāṇa tuma koṃ kari dete hai tuma ṣātrī jamā sau hajurī āvo ara ṣānaṣāṃnā vā mahābata ṣāṃ bhī hamāre nīsāṇa māphīka tuma ko līṣī dehage | taba bhaṃḍārī to adhīkāṃ bolaṇā choṛa dīyāṃ paṇī rāṃṭhoṛā kai yaha bāta hauya haiṃ joi pātasāha pai to mhe koi māryā jābā nahī mhe pātasāhī deṣī līi ajīta syaṃghajī hajurī koi āṃvai nahī sāhījādā jai koi mhāṃ parī bīdā hosī to usa ko hama phoṛī lesyāṃ ara jai phoja āsī to phoja kai mhe sārai nahī jo āsī jīha nai mārī lesyāṃ | tadī baṃdai ṭhākara-logā sau kahī jo hamāre rāṃjo kā kyā hāla hoyagā | taba saba rāṭhoṛoṃ kahāṃ jo ajīta syaṃghajī āya ara mahārāṃjā jai syaṃghajī koṃ le jāhīge ara jai phoja pātasāhī hama parī jāigī to donyau rājā yekaṭhe hoya nāranoṃla kanai hī mārī lehage | ara jai pātasāhajī calāi āvaige to hama desa ujāṛī dehage ara bīṣo karaige ara bīsa bīsa tīsa tīsa kosa parī kahī māraige | so pātasāhajī to hama sau ulajhe rahaige ara dīṣaṇī to pātasāha sai gaï hai taba saba mulaka kā baṃdabasata uṭhī jāigāṃ ara ṣajānāṃ kahā kā baiṭhe baiṭhe ṣāhīge | taba pātasāhī kā bala barasa cyārī pāca mai tuṭī jāigāṃ taba ina kā māraṇā kyā hai | hamāṃrai to rāṃjā udai syaṃgha hī sau cākarī karaṇai lāge hai | hama to sadā bhome (?) hī rahe ara rāṃjā ajīta syaṃghajī otāra upajyā hai so hamai to paravāha cākarī kī nahī | ara bhaṃḍārījī yā kahai hai jo mahārājā āye navāba mahāṃbata ṣāṃ bhaṃḍārī sau tākīda bahota karī jo rāṃjā kahā taka āye hai taba bhaṃḍārī araja karī jo meṛatā sau tīna majala marai kāsīda choṛī āye hai so yaha baṃdā ko baṛā acīraja hai jo meṛatā sau mahārāṃjā ajīta syaṃghajī tīna majala urai āye hai ara aba taka sābharī kai uraiṃ āye hoyage | ara hajuri sau kucha ṣabarī baṃdā ko līṣī āi nahi | ṣāṃnājāda umedavāra hai jo mahārāṃjā ajīta syaṃghajī kī ṣabarī hara joṛī mai ināyata hobo karai jī |
śrī mahārāṃjājī salāmatī - ṣāṃnājāda ko lājama hai jo pātasāhī kā raṃga deṣai so tapasīlavāra araja pahucāi cāhīye jī | pātasāhī mai phojabaṃdī hoya hai mohokama syaṃgha rāṭhoṛa ko pātasāhajī paca-sadī ijāphā dīyāṃ ara javāhara judā kīyā hai ara mīrajā rusatama kī phoja mai nāva līṣyā hai ara mīrajā rusatama rāva sakata syaṃgha manoharapuravālā nai kahī ara paigāma dīyā thā jo tuma pātasāhajī ko arajī gujarāṃno mai tuma ko apaṇī phoja dāṃṣīla karāya lyauhagāṃ | taba rāṃva sakata syaṃgha javāba dīyāṃ jo mai juja manasabadāra huṃ mujha mai ye tī kuvatī nahī jo mai tumhārīṃ phoja dāṣīla huṃ | ara mai hamesāṃ ajamerī hī kī rāha calāvaṇai kai tāla (---) āyā huṃ taba rusatama dīla ṣā kahāya bhejyāṃ jo mai tuma ko ṣvānāṣvāha mai apaṇī phoja dāṣīla karāugāṃ | taba rāmvajī kahāya bhejyāṃ jo pacāsa hajāra rupayāṃ to madatī ṣaraca ko dīvāvo ara āchyā ijāphā pāu to mai tumhāṃrī phoja dāṣīla huṃ ara pātasāhajī kā calabā kī kucha gama paṛai nahī | jo araja pahucāi jāya kahai kucha karai kucha hai jī |
śrī mahārāṃjājī salāmatī - umīrala umarāṃva nai ṣata āgai ināyata huvā thāṃ so pacolī jagajīvana dāsa kī māraphatī gujarānyau jī | so javāba āyā so hajurī bhejyā hai ara navāba nai jo jagajīvana dāsa nai jubānī phuraramāyāṃ (sic!) tīsa kī hakīkatī pacolī jagajīvana dāsa kī arajadāsatī sau araja pahucailī jī | ara navāba mahābata ṣājī vā rāya bhagavaṃta vā darabāra ṣaraca kā païsā kai vāsatai āgai ṣānājāda araja līṣī hai so javāba ināyata na huvāṃ so navāba bāra bāra tākīda rupayā kai vāstai phuramāvai hai jī |
śrī mahārāṃjājī salāmatī - mahārāṃjā ajīta syaṃghajī kī bīrādarī kī sanadī gulāla caṃda tayāṃra karāi ara sarakāra kī sanadī turata baṃda chai |
śrī mahārāṃjājī salāmatī - sāhījādojī hādāra syā bahādara idrī kī trapha sīkāra gayā hai so hajurī sau harakārā bīdāṃ hohīge jo uṭhā kī hakīkatī pai dara pai araja pahucābo karai jī | harakāra bhejatā to baṃdā hī paṇī harakārāṃ baṃdā kanai koi nahī jī |
śrī mahārāṃjājī salāmatī - lasakara mai yaha ṣabarī hai jo jasavaṃta purā vā havelī tabelā sudhāṃ (?) hakīmula mulaka ko pātasāhajī ināma bakasyau yā ṣabarī baṃdai bhaṃḍārī sau kahī taba bhaṃḍārī javāṃba dīyāṃ jo yeka ghaṛī mai lesyau |
śrī mahārāṃjājī salāṃmatī - pura māṛala kī ṣījamatī rusatama dīla ṣā kī māraphatī peroja ṣāṃ mevātī kāṃ bhāi tīna nai hui jī | so pātasāhajī sīropāva bakasyā jī | darabāra kī hakīkatī sārī pacolī jagajīva (sic!) kā līṣyā sau vā vākā kī pharada sau araja pahucailī jī | mītī phāgaṇa sudī 2 saṃvata 1767 |||||