www.mathias-metzger.de
Ansi UTF-8 Devanagari


Vakil Report 58

śrī mahārājādhirāja salāmatī

arajadāsatī karāṃra mītī jeṭha badī 10 maṃgalavāra kī līṣī hajurī bhejī chai tī sau sārī hakīkati araja pahucailī | mītī jeṭha badī 11 budhavāra ādhī rātī cimājī ki ṣavāsī pātrī aiṭhai thī | so bhaṃḍārī ṣivasī kī salhā le kari desa ko calāi ara dīlāvara ṣā vāgau suvāra aiṭhau pāchai rahe the so sāthī dīye jī |

śrī mahārāṃjādhirāṃja salāmatī - sāhījādā jīhāṃdāra sāha bahādara vā jīha sāha bahādara pāra utaryāṃ ara raphīyala sāna bahādara bhī araja karī jo hukama hoi to mai bhī pāra uṃtarauṃ | taba sīkāra ṣā karola araja kari jo doi sāhījāde to āgai para gaye hai ara raphīla sānajī bhī pāra jāhīge to ye tīno pātasāhajāde yeka hai | kucha phīsada (sic!) karaige are ina tīno ke ḍere najadīka najadīka havādāra huye hai | taba pātasāhajī raphīsāna kā pāra jānā mokupha kīyāṃ ara guse hoi phuramāyāṃ jo hamārā ḍerāṃ pāra utare hai so sāhījādauṃ ke ḍere sau kosa doya tīna ke taphāuta sau parai jāya ṣaṛā karoṃ | ara sāhījādoṃ koṃ ṣuba lāgai so āpasa mai karo ara sāhījādoṃ ke sātha jo pātasāhī manasabadāra hai so saba hamāre ḍeroṃ kau pāsī āya ḍerā karai | ara jo sāhījādauṃ sāmila ḍerā karai tīna kauṃ be-munasaba karauṃ | so isa bāta so saba sāhījādoṃ ke tobaṣānā tayāra huvā ara sīpāha ko silahai bāṭī ara pātasāhajī kī jālyau mai navāba mahābata ṣājī to mukarīra hī rahai the ara abai umīrala (sic!) umarāva vā rusatāma dīla ṣā ko bhī hukama huvāṃ hai jo tuma bhī jālyau hi mai rahoṃ | ara hakimula mulaka ko hukama huvāṃ jo tuma apane ḍere jālī bādari divāṃnaṣāne kī barābarī kīyā karo ara ora bhī uṃmarāvo ke ḍere pātasāhajī ka ḍerā pāsa hote hai | ara sāhījādā ajīma sāna vā raphī sāna adālatī mai pātasāhajī ki hajurī gaye the | so pātasāhajī una kī tarapha mutaüjai na huye baṭhane (sic!) ko phuramāyā nahī | donyau ṣaṛe hī rahe | pātasāhajī adālatī sau uṭhe taba donyau sāhījādoṃ ko ruṣasada kīyā ara phuramāyā jo bābā āpasa mai ṣuba laṛīyo taba donyau sāhījādā āpasa mai mātho nīco karī ḍerai āya ara rusatama dīla ṣā ko pātasāhajī phuramāi jo hamārā ḍerā pāra utaryā hai so tīna ko kosa tīna āṇā u maidāṃna mai jāi ṣarā karo ara havādāra matī karīyo | ara jaisā hī jāde ḍere lyāvai to jīhāṃdāra sāha kā ḍerā saba sau āgai baṛā karāiyo | ara tīna kai pāchai jarība pacāsa jīhā sāha kā ḍerā ṣaṛā karāiyo | ara ina donyau kai pichai pacāsa jarība tobaṣānā ṣaṛā karāṃīyo ara phila sāha (sic!) kā ḍerā pātasāhī ḍerā sau masalī uparī jarība pacāsa kai tāphāuta ṣaṛe hoi | ara ajīma sāna ke ḍerai bāi tarapha pacāsa jarība kai taphāuta ṣaṛe karai ara bicī ḍere pātasāhī baṃdau ke hoi | ara jo sāhījādā mujare koṃ āvai tīna ke sāthī asavāra jāli mai na āṃvaiṇai pāvai | ara sāhījādau kai sāthī āgau oṃhādādāra (?) chuṭai the tīna koṃ hukama huvāṃ jo yeka ādamī chuṭai ora koi hajurī na āvaṇai pāvaiṃ | ora sāhījāde saa āpaṇaṃ ghara kā asavāro kā tasīhyāṃ āpa deṣai hai jī |

(-) śrī mahārājājī salāmatī - bhāratha syaṃgha sīsaudyau sāhīpurāvālau māṇasa desa ko calāyae the ara pīchai sau āpha bhi lasakara choṛī uṭhī gayā thāṃ | so kosa dāsa jāi ara kucha āpaṇe mana mai samajhī ara pherī lasakara āyā jī | ara gopāla syaṃgha kīlāṇa syaṃgha kā bhadoṛyāṃ kī beṭī kī sagāi paratāpa syaṃgha rāṇā amara syaṃghajī kāṃ bhāi sauṃ hui thī | ara gopāla syaṃgha beṭī kāṃ byāha kai vāsatai pātasāhajī sau sīṣa māgī thī so pātasāhajī sīṣa na dīi ara gopāla syaṃgha kā beṭā kai tāi sīṣa dīi taba gopāla syaṃgha paratāpā syaṃgha (sic!) sau tākīda karāi jo asāḍha mai jāi byāha karoṃ taba paratāpa syaṃgha kahāi bhejī jo merai ṣaraca ki taṃgī ara ṣaracī bīnā cālyā na jāi | taba gopāla syaṃgha rupayā hajāra dasa una ko ṣaraca kā dīye | mi. jeṭha badī 14 saṃvata 1768

taba gopāla syaṃgha kā beṭāṃ vā paratāpa syaṃgha jī byāha ko gaye jī |

śrī mahārāṃjājī salāmatī - umarāvo ko hukama huvāṃ jo bīnā hukama pātasāhajī kai koi munasabadāra umarāva sāhījādo kai ḍerai na jāhī |

śrī mahārāṃjājī salāṃatī - bījai syaṃghajī nai dayārāṃma sau kyau vā mahā syaṃgha abai syaṃgha kā catrabhujaüta salhā de ara bhajāi le gaye | so rāha mai so ṣabarī āi jo pahailai dīna to kosa pacāuna gaye ara dayārāṃma so kyā ko (?) āgai dharī līyāṃ ara rajaputo ko phuramāyāṃ jo dāhīṇā bāvā hoi to mārī ḍābo nahī terī moho āgai dīye cale jāvo |

śrī mahārāṃjājī salāmatī - paraganā mojābādi kī jāmīnī sāha kesodāsa nīlapatī kī dukāna parī ināita hui thī | ara cīṭhī sāhukārā kī mai līṣī thī jo māphika kīsatī païsā dījyau | ara huṛāi kāṭī lījyau taba baṃdai cīṭhī āvatā pahailī kesarī syaṃghajī tākīda karī jo mhārai ṣaraca kī taṃgī ara mhārai jāgīra mai paragano yo hī so (?) thānai paragano i-(---) mai rāṣaṇo hoi to rupayā munai pahailī kīsatī kā dyau | ara paragano sarakāra mai ijārai rāṣaṇo hī tadī rupayā bahorā kā sau gahaiṇo sarakāra ko gahaiṇo dharāṃ ara karaja kāḍhī dīyā jī | so tī kī dhīvāi (?) kā rupayā 154 sarakāra kā lāgā ara sāhukārā pherī cīṭhī pāchai āi pahucī | taba baṃdai sāhukārāṃ nai bulāi | ara kahī jo sarakāra kā gahaiṇā gahaiṇai dharī païsya (sic!) dīye hai so tuma isa kīsatī kī huḍī matī lyāha jo sarakāra sau païse dīye hai doi jāigai kīsa bhātī mujarā hoige | taba uno kahī jo bīnā huṛāvanī mhe rupayā koi dyā nahī so rupayā 154 una rāṣe hai | so hukama āvai so karu jī umedavāra huṃ jo cīṭhī 1 sāhukārā kī gumāsatā parī āvai jo pahailī kīsatī kā rupayā dīyā hoi tī kī huṛāi matī lījyau rupayā sarakāra sau dīye hai tī kī huṛāvaṇī lījyau | ara rupayā purā dījyau huṛāvaṇī lyauha matī |

śrī mahārāṃjājī salāmatī - paraganā mojābādi kī rabī to āṣarī hui ara āgā sau sāhījādā raphī sānajī kā āmīla bīdā hoi the | ara nusarata yāra ṣā kī amīnī ṭhāharai chai | ara phojadara (sic!) vā āmīna aiṭha the bīdā hoi chai | tī uparī mhe kavara mahokama syaṃghajī kā gumāsatā nai bulāi radabadala karī jo hajurī kā javāba āvatā tāi amīna vā kīrohī bhejo matī | taba mokupha rāṣyā jī tī uparī vā yā kahī jo dusarā sāla kā no ijāro kī jamā savāi hoilī | ara tīsarā kī doḍhī hoilī | so radabadala bahota hui |

tī uparī yā ṭhāharī hai jī |

śrī mahārāṃjājī salāmatī - jai paragano ājā sau sarakāra mai rāṣaṇo hoi to rupayā 30851 kī jāmīnī asali vā rupaya 4500 ṣaraca kā ṭhāharai chai | so asali rupayā kī jāmīnī sāhukārāṃ kī vā ṣaraca kā rupayā kī huḍī sītāba ināita hoi jī | to paṭo āgīlī sāla ko baṃdo karāi bhejai jī | ara paraganā sarakāra mai rāṣaṇā na hoi to ṣānājada (sic!) nai hukama āvai-jyau una ko javāba dyauha jī | darabāra kī hakīkatī vākā kī pharada sau araja pahucailī jī | mītī jeṭha badī 14 sanīsaravāra saṃvata 1768 |||||